Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

``Short Cut to ALLAH`` Must Read

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: ``Short Cut to ALLAH`` Must Read

    thnks faree inshaALLAH...

    Comment


    • #17
      Re: ``Short Cut to ALLAH`` Must Read

      jazak ALLAh aur bohat khooob tumhary likhny se aik cheez toi ye bhi sabit hui k tum ny pehli baar itni lanbi tehreer parhi bhi hogi wesy achi sharing jeety raho aur lagy raho....
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment


      • #18
        Re: ``Short Cut to ALLAH`` Must Read

        Jazak Allah kher :rose bohat achi batein hain is Article main :)
        Nice Post :rose
        Allah

        Comment


        • #19
          Re: ``Short Cut to ALLAH`` Must Read

          GREAT WORK khalil..............
          Life is more strict than a teacher
          A teacher teaches a lesson
          and takes an exam.
          But life takes an exam
          and then teaches a lesson

          Comment


          • #20
            Re: ``Short Cut to ALLAH`` Must Read

            Bohat achi batain likhee hain. Koshish karongi k Amal kar sakoon in sab achi batoon par.

            Comment


            • #21
              Re: ``Short Cut to ALLAH`` Must Read

              :masha
              Originally posted by aabi2cool
              jazak ALLAh aur bohat khooob tumhary likhny se aik cheez toi ye bhi sabit hui k tum ny pehli baar itni lanbi tehreer parhi bhi hogi wesy achi sharing jeety raho aur lagy raho....
              shukeria aabid yeh aadat tum b apny ander daloo...

              Comment


              • #22
                Re: ``Short Cut to ALLAH`` Must Read

                Assalamo allaikum Khalil

                Main jab sey aap ney share ki hai aur mujhey link diya hai main soch raha hoon keh kya jawab doon. Kabhi kabhi taleem insaan ka dimagh kharab kar deti hai. Aur insaan jo suljhaney ki bjaey ussey uljhaa deti hai. Mustafeez honey ki bjaey aagey peechhey soch dorrana shuru kar detey hain aur is fiker mein be'kal rehna shuru kar detey hain kya Allah hai bhi keh nahin? (na'aoozu billah). Lekin aap ki tehreer parh ker jo lagta hai jaisey aik nahin balkey kaii aik khuda honey chahiye they jo itna badi kainaat ko chalatey - magar samajh rakhney waley key liye yehi kaafi hai keh woh zaat to Wahid'a'hu lashareek hai jissey itna badi kainaat chalaney mein koi dushwari nahin, woh "KUN" kahey to duniya ko tashkeel ker dey "KUN" kahey har zee-rooh ko rizq muhayya kar dey. Mera Allah har cheez peh qudrat rakhta hai, chahey woh is duniya mein ho ya kisi bhi duniya main. Subhan Allah...

                Khush rahiye.
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #23
                  Re: ``Short Cut to ALLAH`` Must Read

                  main nahi maantii key aap itna achha likh sakty hein

                  waisy tegreer buhat hi zabardast hy

                  (jis ki bhi hey)

                  Comment


                  • #24
                    Re: ``Short Cut to ALLAH`` Must Read

                    Originally posted by baad-e-saba
                    main nahi maantii key aap itna achha likh sakty hein

                    waisy tegreer buhat hi zabardast hy

                    (jis ki bhi hey)
                    ager aap ghoor sy par laitee to shaid aap ko pata chal jata k kis ny likha hay...

                    Comment


                    • #25
                      Re: ``Short Cut to ALLAH`` Must Read

                      Originally posted by Masood
                      Assalamo allaikum Khalil

                      Main jab sey aap ney share ki hai aur mujhey link diya hai main soch raha hoon keh kya jawab doon. Kabhi kabhi taleem insaan ka dimagh kharab kar deti hai. Aur insaan jo suljhaney ki bjaey ussey uljhaa deti hai. Mustafeez honey ki bjaey aagey peechhey soch dorrana shuru kar detey hain aur is fiker mein be'kal rehna shuru kar detey hain kya Allah hai bhi keh nahin? (na'aoozu billah). Lekin aap ki tehreer parh ker jo lagta hai jaisey aik nahin balkey kaii aik khuda honey chahiye they jo itna badi kainaat ko chalatey - magar samajh rakhney waley key liye yehi kaafi hai keh woh zaat to Wahid'a'hu lashareek hai jissey itna badi kainaat chalaney mein koi dushwari nahin, woh "KUN" kahey to duniya ko tashkeel ker dey "KUN" kahey har zee-rooh ko rizq muhayya kar dey. Mera Allah har cheez peh qudrat rakhta hai, chahey woh is duniya mein ho ya kisi bhi duniya main. Subhan Allah...

                      Khush rahiye.
                      wasalam bhai jaan beshak aap kee batian sach hain.
                      Allah humain apna aap samjny kee tofeek day amen

                      Comment


                      • #26
                        Re: ``Short Cut to ALLAH`` Must Read

                        Originally posted by Khalil
                        mujy likhny main 2 ghnty lagy aur aap ko parny main 2 mint....:lpop:
                        apni apni speed hai na :zuban:
                        sigpic

                        Comment


                        • #27
                          Re: ``Short Cut to ALLAH`` Must Read

                          Originally posted by Sweet & Sour
                          apni apni speed hai na :zuban:
                          bilkul abi mujy ap ka yeh jumla prehny main 30 mint lagy hain:D

                          Comment


                          • #28
                            Re: ``Short Cut to ALLAH`` Must Read

                            :jazak: :rose
                            :insha: Allah Pak sabh ko hidyat kare
                            ameen
                            If Allah brings you to it, He will bring you through it.

                            Happy moments, praise Allah.
                            Difficult moments, seek Allah.
                            Quiet moments, worship Allah.
                            Painful moments, trust Allah.
                            Every moment, thank Allah.



                            Comment


                            • #29
                              Re: ``Short Cut to ALLAH`` Must Read

                              Kaash ke tamam mamalik ke Hakime waqt yeh padh (Read) leN

                              Comment


                              • #30
                                Re: ``Short Cut to ALLAH`` Must Read

                                wow buhat achay dear :D

                                Comment

                                Working...
                                X